Shahenshah E Gujrat
Hazrat Sayed Ali
Meera Datar
Huzoor Sayyed Ali Meera Datar Ke Aba'O Ajdad Apke Dada Per Dada Uzbekistan ke Mashoor Shehar Jaha Per Allah Ke Bade Bade Buzurgaan'E Deen Rehmunai Ke Liye Aur Aalam E Islam Ko Puri Duniya Mein Failane Ke Liye Aaye The Wo Bukhara Jaise Muqaddas Shehar Mein Rehte The.
Aage Padhe...
Taarikh
Shahenshah E Gujarat Hazrat Sayyed Ali Meera Datar (R.A)
Kuch Jankari
Shahenshah E Gujarat Hazrat Sayyed Ali Meera Datar (R.A)Darbar Ki
750
Khuddam E Datar
50
Hotels
21
Restaurant
2
Market Place
Farmaan E
Maula E Qaynaat
Ali Shere Khuda
Agar Raasta Khubsurat Hai Tu Pata Karo k Kis Manzil Ko Jata Hai, Lekin Agar Manzil Khubsurat Hai Tu Raste Ki Parwah Mat Karo.

Yeh Na Socho Ki ALLAH Dua Fauran Qabool Kyun Nahi Karta, Yeh Shukr Karo Ki ALLAH Hamare Gunahon Ki Saza Fauran Nahi Deta.

Rab Se Jab Bhi Maango, Accha Mukaddar Maango, Mene Bade Bade Akalmando Ko, Mukaddar Walo Ke Aage Zhukte Dekha Hai.

Islaamee Samudaay ke
12 Imams
Imaam Paigambar Mohammed (Sallallahu Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam) ke Ahle-Bait ke Baarah Sadasy hain jo Paigambar Mohammed (Sallallahu Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam) ke Uttara'Adhikaaree hain aur unake baad Islaamee Samudaay ke Imaam Hain.
Un 12 Imaamo Ke Naam Yeh Hain:
- Hazrat Imaan Ali Ibn E AbuTalib
- Hazrat Imaan Hassan Ibn E Ali
- Hazrat Imaan Hussain Ibn E Ali
- Hazrat Imaan Ali Ibn E Hussain (Imaan Zainul'Aabideen)
- Hazrat Imaan Mohammed Ibn E Ali (Imaan Mohammed Al Baqir)
- Hazrat Imaan Jaafar Ibn E Mohammed (Imaan Jaafer As'Saadiq)
- Hazrat Imaan Moosa Ibn E Jaafar (Imaan Moosa Kaazim)
- Hazrat Imaan Ali Ibn E Moosa (Imaan Ali Raza)
- Hazrat Imaan Mohammed Ibn E Ali (Imaan Ali Taqi)
- Hazrat Imaan Ali Ibn E Mohammed (Imaan Ali Naqi)
- Hazrat Imaan Hassab Ibn E Ali (Imaam Hassan Askari)
- Hazrat Imaan Mohammed Ibn E Hassan (Imaam Mehdi)
